Podcasts · Mufti Tariq Masood Podcast
Sunday Bayan 26-04-2026 | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
· 2 h 12 min
Episode Sunday Bayan 26-04-2026 | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
(0:00) Intro
(0:49) Insan Apni Auqat Kyun Aur Kaise Bhool Gaya?
(1:58) Insan Ki Nazar Mein Allah Ke Ahkam Ki Qadr Kyun Nahi?
(3:21) Peer-o-Murshid Ko But Banane Ka Rujhan
(4:12) Aaj Ke Daur Mein Khawateen Ka Masajid Se Ta‘alluq Kyun Zaroori Hai?
(5:25) Kya Mufti Sahab, Mufti Rashid Ahmad رحمہ اللہ Ke Tariqe Se Hat Gaye Hain?
(7:20) Kisi Ki Niyyat Par Shak Karne Ka Gunah
(11:34) Khawateen Ka Taraweeh Aur Jumuah Mein Shamil Hona Kaisa Hai?
(15:00) Madaris-ul-Banat Kyun Aur Kaise Bane?
(16:50) Khawateen Ka Masajid Se Ta‘alluq Tootne Ka Khatarnak Natija
(19:48) Digital Video Aur Selfie Banana—Ek Ikhtilafi Masla
(22:10) Football Ke Hukm Par Ulama Ke Fatwe
(24:02) Shariat Ki Ita’at Ya Peer Ki?
(24:17) Walidain Darhi Rakhne Se Mana Karein To Kya Karein?
(26:20) Fasiq Imam Ke Peechhe Namaz Parhna Kaisa Hai?
(27:48) Aaj Ke Khanqahi Nizam Ki Haqeeqat
(32:33) Kya Shadi Se Pehle Peer Ki Ijazat Lena Zaroori Hai?
(33:35) Peer Ki Ita’at Kin Mamlaat Mein Ki Jaye?
(33:47) Peer Aur Walidain Mein Kis Ki Ita’at Ki Jaye?
(36:12) Kharab Aur Ghalat Peer Ki Nishaniyan
(43:22) Pehli Biwi Ka Dil Dukhane Par Khilafat Salb Ho Sakti Hai?
(43:52) Kya Doosri Shadi Na Karne Mein Peer Ki Ita’at Ki Jaye?
(45:04) Talaq Yafta Aurat Se Nikah Mein Peer Ki Rukawat
(48:17) Barhaq Peer Ki Nishaniyan
(49:45) Susti Ka Mareez Banane Wale Peer Se Kaise Bachein?
(59:04) Adab Aur Takalluf Mein Farq
(1:01:43) Biwi Ke Gym Jane Wale Bayan Par Aitraazat Ka Jawab
(1:02:46) Motapa Aur Jismani Fitness
(1:03:50) Deendari Ke Saath Fa‘aliyat Kyun Zaroori Hai?
(1:11:45) Salahiyat Mein Khayanat, Deen Ke Saath Khayanat Hai
(1:12:01) Deendari Aur Bekaari Mein Farq
(1:17:27) Bai‘at Ke Baad Peer Se Achhi Cheezen Kaise Seekhein?
(1:18:36) Marhoomeen Ki Taraf Se Qurbani Karna Jaiz Hai?
(1:19:05) Haji Ko Ghusl Aur Wuzu Ke Faraiz Maloom Na Hon To Kya Kare?
(1:20:58) Darhi Rakhne Ka Kya Hukm Hai?
(1:21:31) Islamic Banking Par Binnori Town Ke Mufti Ka Da‘wa
(1:23:00) Cricket Match Dekhna Kaisa Hai?
(1:28:28) Background Music Wali Memes Share Karna Kaisa Hai?
(1:29:41) Halki Najasat Ki Maaf Miqdar Kitni Hai?
(1:31:25) Iddat Mein Job Karna Kaisa Hai?
(1:32:42) Kya Baap Bete Ko Zyada Shadiyon Ki Targheeb De Sakta Hai?
(1:53:00) YouTube Par Ek Shakhs Ki Mukhtalif IDs Banana Kaisa Hai?
(1:54:19) Qaza Ki Niyyat Se Waqt Par Parhi Namaz Ka Kya Hukm Hai?
(1:54:42) Jumuah Ki Azan Ke Baad Karobar Karna Haram Hai?
(1:55:03) Peshab Ke Qatron Ka Kya Hukm Hai?
(1:57:10) Barelvi Padosi Muharram Ya Rabi-ul-Awwal Ka Khana Bhejein To Kya Karein?
(1:59:55) Hazrat Ayyub علیہ السلام Ki Biwi Ki Khidmat Par Sawal
(2:03:40) Hazrat Ali Aur Hazrat Muawiya رضی اللہ عنہما Par Aitraazat Ka Jawab
(2:04:55) Peshab Ke Qatron Ka Wahm Kaise Door Karein?
(2:06:16) Iran Aur Pakistan Army Ki Niyyat Par Aitraaz Karna Kaisa Hai?
(2:08:10) Hazrat Abu Bakr Aur Hazrat Umar رضی اللہ عنہما Ka Muqabla Karna Kaisa Hai?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Links in the notes 1
Shows are listed from Apple Podcasts' charts and directory, and Podcast Index where it is used. Every show and episode belongs to its publisher and plays from the publisher's own feed; this site hosts none of them. Explicit shows are for adult profiles only, and children’s profiles hear only children’s shows. More about this list.