Podcasts · Mufti Tariq Masood Podcast
Tableghi Markaz Toronto Canada Bayan 2026 | Mufti Tariq Masood Speeches đź•‹
· 1 h 36 min
Episode Tableghi Markaz Toronto Canada Bayan 2026 | Mufti Tariq Masood Speeches đź•‹
(0:00) Intro
(0:55) Khutba, Qur’ani Aayaat & Dua
(1:47) Canada ke listeners & Gujarati community
(2:55) Shirk kyun na-qabil-e-maafi jurm hai
(3:54) Insaan ki tarjeehat aur ghaflat
(5:26) Business vs Deen: priorities ka farq
(7:53) Tarjeehat ki misaalain (rishta, mazdoor, plumber)
(9:31) Allah ki tarjeehat insaan ke liye
(12:22) Zindagi ka maqsad aur U-turn wali soch
(17:10) Canada mein job aur apna mulk chhorna
(18:05) Insaan ki paidaish ka asal maqsad
(19:21) Sab se bari ghaflat (Surah Yaseen se jawab)
(24:12) Allah insaan se ghafil nahi
(26:03) Rizq, zaujain aur aulad: Allah ka nizaam
(27:34) Maqsad bhoolnay walay ka anjaam
(28:18) Doosron ke kharchay par ayyashi (ghar damad / mulazim)
(32:09) Allah ke ehsanaat aur “meri meri” wali soch
(35:46) Artificial Intelligence aur kaainat ka nizaam
(38:51) Allah ki anginat nematein
(39:00) Surah Al-Kahf ki khoobsurat aayaat
(41:33) Atheism aur Big Bang ka jaiza
(45:37) “InshaAllah” par aetraz aur atheist mindset
(50:02) Kafir soch ki misaalain
(51:00) Kaainat ka munazzam nizaam: Allah ki hukumat
(56:02) Surah Aal-e-Imran ki aayaat
(56:42) Ghaur-o-fikr ka sahih tareeqa
(58:11) Rishton ka taqaddus aur family order
(1:01:32) Waldain aur old age homes (naujawan nasal ke liye naseehat)
(1:03:02) Khahishat ki qurbani: Islam ka core concept
(1:05:28) Shirk itna sangeen kyun hai
(1:08:41) Roz-marrah masail: nakhun, tattoo, gold, taharat
(1:11:41) Aurat ka job aur family balance
(1:13:46) Biwi ka living standard (hadis ki roshni mein)
(1:14:17) Islam = khahishat ki qurbani
(1:15:02) Surah Dahr ki aayaat
(1:17:27) Dolat, ghurbat aur insaani soch
(1:19:29) Qurbani ka concept: jaan aur maal
(1:20:52) Khulasa bayan
(1:21:03) Insaan ki tarjeehat – final reminder
(1:21:55) Ghurbat vs dolat (Nabi ﷺ & Hazrat Sulaimanؑ)
(1:24:38) Hazrat Sulaimanؑ aur Malika Saba ka waqia
(1:26:38) Nabi ď·ş ki ikhtiyari ghurbat
(1:27:24) Islam ka falsafa-e-zindagi
(1:28:05) Qur’ani ehkamat (maal, biwi, aulad, namaz)
(1:30:45) Betiyon ke walidain ke liye Jannat ki basharat
(1:33:25) Paisa kamana ibadat kab banta hai
(1:34:45) Ghair-mulki muashray mein Musalman ka kirdar
(1:35:46) Dua
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Links in the notes 1
Shows are listed from Apple Podcasts' charts and directory, and Podcast Index where it is used. Every show and episode belongs to its publisher and plays from the publisher's own feed; this site hosts none of them. Explicit shows are for adult profiles only, and children’s profiles hear only children’s shows. More about this list.