Podcasts · Mufti Tariq Masood Podcast
Sunday Bayan 11-01-2026 | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
· 1 h 50 min
Episode Sunday Bayan 11-01-2026 | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
(0:00) Intro
(0:02) Khutba, Aayaat-e-Surah Ma‘arij
(1:48) Kya insaan Allah ke saamne takabbur karta hai?
(3:50) Zubaan par maharat
(4:25) Maulana Shabbir Ahmed Usmaniؒ ka qoul
(5:12) Language vs knowledge
(7:05) Kisi ke confidence, style aur English se mutasir hona?
(10:34) “Choon choon ka murabba” ulama, roohani topi dramay aur maasoom awaam
(11:48) Real scientists/doctors vs fake scholars on YouTube
(12:48) Naujawanon ki nafsiyat
(14:15) Qur’an o Hadith se saboot
(14:30) Mufti Rasheed Ahmed sahabؒ ke paas aik negative shakhs ka waqia
(15:30) Bayan mein mojood Beaconhouse ka parha hua bacha
(16:15) Ulama se muhabbat kyun zaroori hai?
(17:25) Aziz-e-Misr ki door-andayshi
(18:05) “Mitti pao” ka waqia
(19:19) Aziz-e-Misr ki samajhdari
(19:59) Bewaqoof khawateen ke liye Mufti sahab ki naseehat
(21:44) Gunahon par parda daalna
(23:25) Jab Aziz-e-Misr ki biwi ka raaz zahir hua
(25:10) Zina har daur aur har deen mein hamesha haram raha
(25:34) Goron ki tehzeeb mein har haram cheez legal kyun?
(26:47) Gheebat karke doosron ke raaz faash karna
(30:13) Shohar par bad-gumani karna
(32:07) Shadi ke shuru mein biwi ko yeh baat samjhana zaroori
(33:55) Shohar ko remote control bana kar rakhne ka nuksaan
(34:57) Shohar ghar se bahar ho to biwiyon ko tasalli rakhni chahiye
(37:19) Waqia: naye ghar par biwi ki demand ke ghar uske naam ho
(39:23) Aitidaal ka raasta
(39:37) Biwi se muhabbat ka behtareen tareeqa
(41:10) Hazrat Yusufؑ ke waqia se sabaq: manfi baat jaldi phailti hai
(41:30) Surah Hujurat ka hukm
(41:43) Hazrat Abdullah bin Masoodؓ ka waqia
(43:47) Majlis mein gheebat karna
(44:10) Gunah ka charcha karne wala ghaleez shakhs
(44:40) Manfi soch ko khatam karne ka tareeqa
(45:13) Goron ki kuch naikiyan
(45:39) Polio vaccine ki haqeeqat
(46:57) Naiki ka jazba har insaan mein qudrati tor par mojood hota hai
(47:55) Har insaan fitrat par paida hota hai
(48:07) Agar kafiron mein rehmat ka jazba khatam ho jaye
(49:02) Kafir ka imtihaan
(49:29) Dil ki siyahi aur negative thinking
(50:13) Manfi baatein karne wale scholars
(50:37) Tareekh ko manfi andaaz mein bayan karne wale scholar ka jawab
(53:58) University youngsters ko bigaarne wale factors
(54:26) Negative writer ki likhi “30 years married life” book ki misaal
(56:10) Musalmanon ka shandar maazi
(58:47) Khilafat-e-Usmania ki khoobsurat tareekh
(1:00:06) Aik Hindu ka aitraf
(1:01:00) Muhammad bin Qasim ka shandar kirdar
(1:01:38) Europe mein scientific resolution
(1:02:56) Germany mein Allama Iqbal ka ghar
(1:03:30) Allama Iqbal ka Europe ka safar
(1:04:22) Musalmanon ki do bari ghaltiyan
(1:06:00) Pakistani universities mein baghawat phailane wali UK ki tehreekein
(1:09:23) Nabi ﷺ ka sahaba se milne ka andaaz
(1:09:37) Ahmaqon ko jannat ka rasta dikhane walon se mutasir na hon
(1:10:30) Nizaam badalne ke naare lagane walon ke liye ibrat
(1:11:44) Sabz bagh dikhane walon se naujawan kaise niptein
(1:16:54) Pakistan mein nizaam badalne ki baat karne walon ke liye naseehat
(1:18:11) Zyada bachay achi taleem kaise hasil kar sakte hain
(1:19:29) Khulasa bayan + dua
(1:23:57) Biwi Mirza Jhelumi ki fan ho to naseehat
(1:25:17) Zohar ki 4 sunnaton mein har rakat mein surah milana
(1:25:32) Agar biwi ka aqeeda ho ke Hazrat Aliؓ ki shaan Hazrat Abu Bakrؓ se zyada hai
(1:26:10) Qur’an parhne ki mannat ka hukm
(1:26:38) Mufti sahab ke bete ki shadi
(1:27:50) Malik-e-makaan ki zameen par boring aur RO plant — kamai halal?
(1:29:28) Dr Israr ka nizaam badalne ka nazriya
(1:30:01) Mufti Shamail Nadvi sahab ki debate mein do ghaltiyan?
(1:31:19) Nabi ﷺ ka janaza kis ne parhaya
(1:35:17) Aise alfaaz jin se talaq ho jati hai
(1:40:41) Kya Mufti sahab engineers ko bura laqab dete hain?
(1:44:34) Shadiyon aur hotels ke makhloot mahaul ka farq
(1:46:53) Khana-e-Kaaba ka rang kala kyun hai?
(1:47:58) Hazrat Ayeshaؓ ka parde mein reh kar mardon ko masail batana
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Links in the notes 1
Shows are listed from Apple Podcasts' charts and directory, and Podcast Index where it is used. Every show and episode belongs to its publisher and plays from the publisher's own feed; this site hosts none of them. Explicit shows are for adult profiles only, and children’s profiles hear only children’s shows. More about this list.