Podcasts Β· Mufti Tariq Masood Podcast

Question Answer Session With Public 134 | Mufti Tariq Masood Speeches πŸ•‹

Β· 1 h 06 min

Episode Question Answer Session With Public 134 | Mufti Tariq Masood Speeches πŸ•‹

0:00 1:05:57

(0:00) Intro

(0:02) Ashura ka Dastarkhwan Wasee Karne Wali Hadis

(1:16) Aik Hi Qabar Mein Doosra Murda Dafan Karne ke Liye Kitna Waqfa?

(2:25) Masjid-e-Nabawi Mein Imam Se Aagay Khara Hona?

(4:02) Engineer ke Clip ki Wazahat

(6:41) Sunni Kon?

(10:38) Rishtay ka Masla

(11:51) Doosri Shadi Na Karna Gunah Hai?

(12:52) Burqay Wali Khatoon ko Mufti Sahab ka Pegham, Jo Ghussay Mein Mufti Sahab ke Khilaf Clips Bana Rahi Hain

(15:42) Shari'ah Mein 3 Tarah ke Ahkam

(16:37) Muamlaat vs Ibadat β€” Muamlaat ka Deen Chhorne ka Zyada Wabal

(18:50) Tijarat vs Mulazmat β€” Sunnat Kaam Kab Wajib Ho Jata Hai?

(19:52) Nikah ka Muamla: Sunnat ya Wajib? 4 Shadiyan Karna Kab Wajib Ban Jata Hai?

(21:20) Fitrat Propaganda Se Mutasir Nahin Hoti

(27:50) Kufu Mein Nikah ki Zarurat

(32:59) Mufti Sahab ki Kitab Mein References

(33:42) Aik Se Zyada Shadiyon ki Zarurat Kyun?

(37:14) Pajamay Mard

(38:50) Doosri Shadi Ayyashi Nahin, Zimmedari Hai

(39:42) Hazrat Ayesha (RA), Mahabbat Karne Wali Zauja β€” Nikah Se Biwi ki Mahabbat Milna

(40:20) Kasrat-e-Azwaj ka Falsafa

(40:58) Kasrat-e-Azwaj ki Mukhalfat?

(42:10) Biwiyon ke Gilay ka Jawab: β€œKharcha Bandh Do Mahine ka, Shadi Karne ki Kya Zarurat Hai?”

(43:58) Marhooma Biwi ki Behen Se Shadi ki Surat Mein Jannat Mein Shohar ki Biwi Kon Hogi?

(45:02) Doosri Shadi ke Liye Pehli Biwi Se Ijazat?

(46:10) Kabootaron ko Bajra aur Pani Dalna?

(46:46) Janwar ko Takleef Dena? Chuhon ko Takleef Se Marna? Mufti Sahab ke Ghar ka Waqia (Make Clip)

(50:02) Janwar Par Ehsan Karne Mein Agar Insan ka Nuqsan Ho To?

(52:28) Nikah ke Waqt Doosri Shadi Na Karne ki Shart ki Haisiyat?

(52:56) Saas ki Khidmat

(53:48) β€œFarigh” Lafz Se Talaq

(54:32) Walidain ke Bila Wajah Taanay

(55:18) 4 Shadiyon ki Targheeb ki Wajah?

(56:35) Muhammad Naam Rakhna? Zaeef Hadis Sunana?

(57:32) Hazrat Fatimah (RA) ki Zindagi Mein Hazrat Ali (RA) Ne Doosri Shadi Kyun Nahin Ki?

(59:14) Hazrat Khadijah (RA) ki Zindagi Mein Nabi ο·Ί Ne Doosri Shadi Kyun Nahin Ki?

(1:03:02) Nabi ο·Ί ki Is Hadis, β€œJo Khamosh Raha, Nijat Pa Gaya,” ka Matlab?

(1:05:28) Shirkiya Aqeeda Wale Imam ke Peechay Namaz?

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

The episode on the publisher’s site (opens in a new tab)

Shows are listed from Apple Podcasts' charts and directory, and Podcast Index where it is used. Every show and episode belongs to its publisher and plays from the publisher's own feed; this site hosts none of them. Explicit shows are for adult profiles only, and children’s profiles hear only children’s shows. More about this list.