# Friday Bayan 16-01-2026 - Waqia-E-Meraj Special | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

An episode of [Mufti Tariq Masood Podcast](https://invisiblenetwork.ai/podcast/1615941419), 16 Jan 2026, 1 h 42 min.

Audio: https://sphinx.acast.com/p/open/s/64d6430346c01600111e9928/e/696a86261e4bca00bf030d44/media.mp3

(0:00) Intro (0:02) Khutba, Qur’ani aayat, dua (1:10) Waqia-e-Meraj kis mahine mein hua? (27 Rajab na honay ka saboot Qur’an o Hadis se) (1:49) India, Pakistan Aur Bangladesh ki khoobiyan aur khamiyan (3:03) Saudia ki khoobiyan (3:28) Sachay Allah walay: jin ki sohbat mein insan 💎 ban jata hai (5:16) Buzurgon ki sohbat-e-faiz ki ehmiyat (6:23) Har field mein 2 number aur 1 number log (7:47) Aamil: zyada tar 2 number log (8:41) Mufti Sahab ki khushi aamilon ke khilaf bolnay mein (9:21) Mufti Sahab ka aamilon ko challenge (10:13) Mazhabi log aamilon se ilaj kyun karwate hain? (11:00) Huqooq-e-zawjain (11:13) Huqooq-e-waldain (Reply to Ghamdi) (12:47) Shohar ke hukmon ko maanna (13:30) Shohar ki ita’at par Qur’ani aayat (Reply to Ghamdi) (13:42) Nafarman biwi ko theek karne ka Qur’ani nuskha (16:08) Ghulam aur matehat mein farq (saza dene mein) (18:55) Ghar ki riyasat ke asool (20:18) Biwi ko theek karne ka process (22:01) Biwi ke liye shohar ki ita’at: ghar vs mimbar (23:18) Masla: biwi jab maike se ho kar aati hai (24:08) Masla: nand jab apne bhai ke ghar aati hai (25:01) Phupho: saray fasad ki jarr (25:33) Gharailu jhagron se aamilon ki chandni (26:00) Imam masjid se bad-gumani ki wajahain (27:42) Rehan Tariq ke podcast mein Mufti Sahab ne apna source of income kyun public kiya? (28:38) Trusts/masajid mein ja’ali audits (29:37) Mufti Sahab ke security masail aur negative comments (31:49) Mufti Sahab ki khoobi (Rehan Tariq podcast se pehle hi bata diya) (32:12) MTM Foundation: law made by Mufti Sahab (33:36) Masjid management aur Imam Sahab (34:34) Maali mamlaat mein Musalman ka haal (34:50) Nabi ﷺ ke mizaj mein narmi, lekin maqrooz aur suicider ka janaza nahi parhaya (ibrat) (35:45) Maqrooz ki namaz-e-janaza ka hukm? (36:34) Musalman ki tarbiyat (36:53) Masjid ki cheezon ka ghar mein istemal? (37:20) Masjid Al-Falahia ke sadar Tariq bhai ke maali mamlaat (38:28) Madaris ke teachers ki tankhwa achhi na honay ka wabaal (sarkari imlaak ka nuqsan) (41:34) Mufti Sahab ki bike ke saath kya kya hua? (43:01) Imam se andhi aqeedat (45:12) Shohar ko satane wali jhooti aurat ka case (46:42) Aurat ke aansuon ki emotional blackmailing ka hal (51:13) Nabi ﷺ ki Meraj (Jasad-e-Athar ke saath) ka tafseeli waqia (Nabi ﷺ ki fazilat tamam anbiya par) (53:37) Meraj khwab mein nahi hui: dalail (56:10) Meraj mein Hazrat Musa (as) ka Musalmanon par ehsan (5 farz namazain optional nahi) (58:20) Meraj mein gheebat karne walon ki halat dikhayi gayi (59:39) Meraj mein shadi-shuda zani ki halat dikhayi gayi (1:02:57) Kasrat-e-azwaj ka falsafa (1:04:01) Allah ke liye logon ke ta’anay bardasht karne ka sawab (case) (1:04:47) Biwi ko chhor kar doosron ke paas janay walay beghairat: janwaron se bhi badtar (Reply to TikTokers) (1:08:10) Meraj mein zani ka ibratnaak anjaam (1:08:32) Khulasa bayan + dua (1:09:15) Mufti Roohani Bazi (ra) ki karamaat (1:10:34) Aik aurat ne Mufti Sahab ke khilaf video banai: “Waldain ke kehne par biwi ko talaq dena”? (1:12:04) Mangaitar ke saath understanding? (1:13:55) Namaz, parda, ghar mein taharat ki sharaait par ajnabi se shadi (1:14:34) Chaar shadiyon ka faida (Mufti Sahab ke tajurbat ki roshni mein) (1:17:16) Aik sahib ki 4th marriage be-parda se? (1:18:03) Europe mein deendari vs be-deeni (1:19:54) Biwi ke liye parda (1:20:40) Fake nikaah ka hukm? (1:21:39) Ibratnaak waqiaat (1:22:32) Mature aurat vs nau-umar (1:22:53) Waswason ka ilaj (1:23:56) Nabi ﷺ ki is hadith ki roshni mein Europe mein rehna? (1:29:37) Jamia mein Aalim course ke saath job/shadi? (1:30:43) Sahaba (ra) se mulaqat wala peer? (1:32:19) Masjid ke andar/bahir khairaat ka masla? (1:33:33) Aajkal ke faqeer (1:34:05) Mufti Sahab ke tajurbat (bhikaryon par) (1:35:11) Mufti Rasheed Ahmed Sahab (ra) ki naseehat (1:35:47) Mufti Sahab ki khuddar tabiyat (1:36:58) 2010 mein Mufti Sahab ka 3rd rishta jo ho nahi saka (dilchasp waqia) (1:38:29) Mufti Sahab ko yeh sher kab yaad aaya? (1:38:47)…

Shows are listed from Apple Podcasts' charts and directory, and Podcast Index where it is used. Every show and episode belongs to its publisher and plays from the publisher's own feed; this site hosts none of them.
