# Muharram Special Masail Session | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

An episode of [Mufti Tariq Masood Podcast](https://invisiblenetwork.ai/podcast/1615941419), 24 Jun 2026, 56 min.

Audio: https://sphinx.acast.com/p/open/s/64d6430346c01600111e9928/e/6a3c25ec1d1e464c657332d5/media.mp3

(0:00) Intro (0:02) Waqia-e-Karbala Ko Apne Maqasid Ke Liye Istemal Karna (0:46) Kya Hazrat Imam Hussain رضی اللہ عنہ Baghawat Ke Liye Nikle The? (1:45) Imam Hussain رضی اللہ عنہ Ki Misal De Kar Mulk Mein Badamni Phelana (2:14) Hazrat Musa علیہ السلام Ka Hawala De Kar Riyasat Ke Khilaf Baghawat (3:23) Kya Hakim-e-Waqt Ki Ita’at Sikhana Buzdili Hai? (3:23) Mufti Sahab Ke Khilaf Propaganda Ki Haqeeqat (5:54) Khilafat Ke Naam Par Pakistan Ko Torne Ka Narrative (7:27) Mufti Sahab Ke Bayan Par Fitna-Parast Tehreek Ka Rad (8:50) Ek Khalifa Ka Masla (10:09) Ahl-e-Hadith Ka Mauqif (11:18) Khilafat Ki Tehreek Ka Markaz UK Mein Kyun Hai? (13:42) Universities Ke Naujawanon Ko Gumrah Karne Wale (15:31) Pakistan Ki Hifazat Ki Ahmiyat (17:18) Sheikh Idrees رحمہ اللہ Ka Qatl (17:43) Kya Mufti Sahab Army Ki Himayat Karte Hain? (18:04) Hakim Ki Ita’at Ka Qanoon Aur Mufti Sahab Ke Khilaf Propaganda (21:03) Islami Mumalik Ko Torne Ki Sazish (22:14) Saudi Arabia Ki Badshahat Ka Kya Hukm Hai? (22:54) 1,200 Saal Baad Khilafat Ka Da‘wa (24:08) Pakistan Ki Qadr-o-Qeemat (24:35) Pakistan Se Nafrat Karne Wale (25:14) India Mein Girti Hui Aabadi—BBC Report (27:37) Germany Mein Aurton Ki Barhti Umar Ka Masla (30:45) Indians Ke Aitraazat Ka Jawab (31:15) Mufti Sahab Aur Maali Muamlaat (32:43) Shadi-Shuda Logon Ke Liye Allah Ke Rizq Ka Wada (33:14) Pakistan Se Nafrat Ki Wajah Kya Hai? (33:34) Musalman Rizq Ki Tension Kyun Nahi Leta? (34:17) Zameeni Wasail Aur Barhti Aabadi (36:20) Norway Mein Bacha Paida Karne Par Inaam (37:23) Aulad—Allah Ka Anmol Tohfa (38:29) Doosri Shadi Ka Kya Hukm Hai? (39:10) Larki Ka Nikah Kufu Mein Hona Kyun Zaroori Hai? (39:10) Hazrat Muawiya رضی اللہ عنہ Ka Ek Khatoon Ko Paigham-e-Nikah (41:48) Maulana Ataullah Bandialvi Ka Bayan (42:17) Court Marriage Karna Kaisa Hai? (45:41) Ulama Ke Darmiyan Farq Karna Kaisa Hai? (46:09) Mufti Sahab Ke Bare Mein Bare Ulama Ki Raye (46:36) Mufti Abdul Wahid Quraishi Ke Aitraaz Ka Jawab (47:30) Jadu Ki Haqeeqat Aur Mufti Sahab Ka Mauqif (48:57) Mufti Sahab Ke Bare Mein Ek Aamil Ka Da‘wa (49:32) Jadu Se Bachne Ka Sahih Tariqa (50:06) Aalim Ka Gala Kharab Hone Par Aamilon Ka Karobar (51:45) Mufti Sahab Ki Asli Aawaz (52:31) Har Pareshani Ko Jadu Aur Jinnat Se Jorne Wale (53:30) Kya Mufti Sahab Ke Bachon Ke Galon Mein Taweez Hain? (54:28) Kya Mufti Sahab Ke Ghar Mein Taweez Hain? (54:54) Mesmerism Ki Haqeeqat (55:49) Mufti Abdul Wahid Quraishi Wale Clip Ke Editor Ki Haqeeqat Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

Shows are listed from Apple Podcasts' charts and directory, and Podcast Index where it is used. Every show and episode belongs to its publisher and plays from the publisher's own feed; this site hosts none of them.
